Jagjit Singh
SILSILAY
Mein Bhool Jaaoon Tumhe

Mein bhool jaaoon tumhe, ab yehhi munsib hai,
Magar bhulana bhi chahoon to kis tarah bhuloon,
Ke tum to phir bhi haquequat ho koi khwab nahin.


Kabhi Yun Bhi To Ho

Dariya ka sahil ho, Poore chand ki raat ho, Aur tum aa oo,
kabhi yun bhi to ho,
Pariyon ki mehfil ho, koi tumhari baat ho, aur tum aa oo,
kabhi yun bhi to ho,
Yeh narm mulayam thandi hawayen, jab ghar se tumhare guzren, tumhari khushboo churayen, mere ghar le aayen,
kabhi yun bhi to ho
Sooni har mehfil ho, koi na mere saath ho, aur tum aa jaao,
kabhi yun bhi to ho,
Yeh baadal aaisa tut ke barse, mere dil ki tarah milne ko, tumhara dil bhi tarse, tum niklo gharse,
kabhi yun bhi to ho,
Tanhai ho dil ho, boonde ho barsaat ho, aur tum aa jaao.


Sach Yeh Hai Bekaar

Gayron ko kab phursat hai dukh dene ki,
Jab hota hai koi humdum hota hai.